Abhi kal meri friend ki 4 year old beti apni maa ko bolti hai " mujhko madam (School Teacher) ne bola hai Gaajar khana Chahiye, sehat ke liye achha hai. Is liye aap mujhe gaajar ka halwa bna kar do."
Par usme woh mat dalna
Kya??? Kishmish
Nahi, wo to daal do, woh mat dalna.
Kya? doodh.....
nahin woh bhi daal do.
phir chini nahi daalun?
nahin.. nahin... woh bhi daal do.....
ARE..e...e.. phir kya nahi dalun??? Gaajar mat dalna..... mujhe achhi nahi lagti.....